Skip to main content

Kismat se Tum

I shed a tear for almost every love song. But this one had me bawling over. Sonu and Kavita Krishnamurty at their best. Superb.

Kismat se tum, humko mile ho,
Kaise chodenge, yeh haath hum na chodenge,
Phir se banti taqdeeron ko,
Armaanon ki zanjeeron ko,
Jaanam ab na todenge,
Kismat se tum humko mile ho,
Kaise chodenge, yeh haath hum na chodenge..

Kya kahoon kaise lagte hai dil pe zulfon ke saaye,
Koi bhoola raahi jaise manzil paa jaaye,
Ya koi dil toofaan ka maara,
Dard ki laheron mein aawaara,
Koi pyaara pyaar ke saaye paa jaaye..

Kismat se tum, humko mile ho,
Kaise chhodenge, yeh haath hum na chhodenge,
Tukde dil ke hum tum milke,
Phir se jodenge, yeh sheesha phir se jodenge..
Phir se banti taqdeeron ko,
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge..

Yun sharmaati yun ghabraati aise simti simtaayi,
O mere baalam yunhi nahin main jaate jaate laut aayi hoon,
Preet meri pehchaani tune,
Meri kadr to jaani tune,
Ab dil jaaga hosh mein chaahat ab aayi..

Kismat se tum, humko mile ho,
Kaise chhodenge, yeh haath hum na chhodenge..
Tukde dil ke hum tum milke,
Phir se jodenge, yeh sheesha phir se jodenge..
Phir se banti taqdeeron ko,
Armaanon ki zanjeeron ko,
Jaanam ab na todenge,
Kismat se tum, humko mile ho,
Kaise chhodenge, yeh haath hum na chhodenge..

Comments

  1. dis was wat she also dedicated to me...lolzzz
    i ve been goin thru yo blog since evenin....
    it was an understatemen wen i said u r a good writer.....
    actually thr r loads i can connect wid :P

    ReplyDelete

Post a Comment

Just like me, say what you feel. While constructive criticism is welcome, please keep it subtle and kind. Thank you!