This is the reason why Javed Akhtar is the best lyricist of the nation. Kailash Kher and the new bee Sukanya Purayastha do 100% justice to the words.
Kaisi hai ye udhaasi chayee, mere dil,
Kaisi geheri hai ye tanhayee, mere dil,
Raahon mein, yaadon ki, khamoshi barse,
Ankhon mein, jo gum hai, aasu ko tarse,
Ye bataa ye kyun hua;
Buj gaya, kyun har diya,
Hooo jo bhi mila, woh kho gaya,
Tujhko pata hai, aisa hi sadaa hota hai,
Jaana hi tha woh jo gaya, dil tu akela,
Aise kyun bhala rota hai,
Bhoole jo hain tujhko ab unko bhool ja tu bhi,
Warna mere saath yaadon ke zakhm kha tu bhi,
Maan jaaaaa, aye dil mere;
Bhool jaaaaa, shikve giley,
Hooo tu hi bata aye dil mere,
Maine to hamesha tera hi kaha mana hai,
Kyun hai mujhe ye gum ghire,
Mujhe umar bhar kya bas yahi sazaa paana hai,
Sapne bue maine aur dard maine hai kaate,
Gaaye geet maine aur paaye maine sanate,
Aarzoo nakaam hai,
Suni si har shaam hai,
Kaisi hai ye udhaasi chahyee, mere dil
Kaisi geheri hai ye tanhayee.
Kaisi hai ye udhaasi chayee, mere dil,
Kaisi geheri hai ye tanhayee, mere dil,
Raahon mein, yaadon ki, khamoshi barse,
Ankhon mein, jo gum hai, aasu ko tarse,
Ye bataa ye kyun hua;
Buj gaya, kyun har diya,
Hooo jo bhi mila, woh kho gaya,
Tujhko pata hai, aisa hi sadaa hota hai,
Jaana hi tha woh jo gaya, dil tu akela,
Aise kyun bhala rota hai,
Bhoole jo hain tujhko ab unko bhool ja tu bhi,
Warna mere saath yaadon ke zakhm kha tu bhi,
Maan jaaaaa, aye dil mere;
Bhool jaaaaa, shikve giley,
Hooo tu hi bata aye dil mere,
Maine to hamesha tera hi kaha mana hai,
Kyun hai mujhe ye gum ghire,
Mujhe umar bhar kya bas yahi sazaa paana hai,
Sapne bue maine aur dard maine hai kaate,
Gaaye geet maine aur paaye maine sanate,
Aarzoo nakaam hai,
Suni si har shaam hai,
Kaisi hai ye udhaasi chahyee, mere dil
Kaisi geheri hai ye tanhayee.
Comments
Post a Comment
Just like me, say what you feel. While constructive criticism is welcome, please keep it subtle and kind. Thank you!